गेस्ट view


www.teacherharyana.blogspot.com (Recruitment , vacancy , job , news)

GUEST TEACHERS KI REGULARIZATION KI DEMAND HIGHLIGHT- AB RAHUL GANDHI K DARBAAR MAIN
HARYANA ATITHI ADYAPAK SANGH K BANNER TLE CHAL RHE GUEST TEACHERS K ANDOLAN SE REGULAR KI DEMAND HIGHLIGHT HUI HAI, MP SHELJA NE HAAS KO RAHUL GANDHI SE 14 JANUARY KO MULAKAT KRWANE KA WADA KIYA HAI. AB SABHI K DIL MAIN YE QUESTION UTH RAHE HAIN KI KYA RAHUL GANDHI, GUEST TEACHERS KO REGULAR K LIYE CM HOODA SE KHENGE ? MERE VICHAR SE CM HOODA KA YAHI JWAB HOGA:- GUEST TEACHERS KO BHUT SARI FACILITIES DE RAKHI HAIN, ABHI-ABHI 20% PAY ICREASE KI HAI, INKO 12 C-LEAVE MIL RAHI HAIN, HARYANA ME AUR BHI 150000 TEMPORARY KARAMCHARI HAIN, YADI FULL PAY DETE HAIN TO SABHI KO DENI PADEGI,STATE K PASS ITNA PAISA NAHI HAI, GUEST TEACHERS KO REGULAR KARNE MAIN KANOONI DIKKAT HAI etc. LAGBHAG IN BAATON ME SE HI CM HOODA KA KOI NA KOI JWAB HOGA. JAB TAK HOODA-RAHUL MULAKAT HOGI TAB TAK LOK SABHA ELECTION KI DATE DECLARE HO JAYEGI AUR ACHAR-SAHINTA LAG JAYEGI. HAAS K SATHION NE ANDOLAN KIYA AUR REGULAR KI DEMAND KO HIGHLIGHT KIYA ISKE LIYE BADHAYEE K PATAR HAIN. RAAS-41 KA SUJHAV HAI K HAAS KEWAL PROMISE SE SATISFIED HOKAR SHANT NA HO JAYE. GUEST TEACHERS K NIJI ANDOLAN K SATH-SATH EK JUTA KA PRICHAY DEKAR OTHERS UNION K SATH BHI POORI TRAH SE ACTIVE PARTICIPATE KRE TAKI HOODA GOVT TAK YE SANDESH JAYE K AB TIKDAMBAJI SE KAAM NAHI CHALEGA AUR VOTE TABHI MILENGE JAB INKO REGULAR KIYA. Latest Information (According to Paras HAAS HAAS):- Rahul Evening ko GTrs se milega or sabhi 14 Jan, 3 PM pr INDIA GATE phuchen.

14 comments:

  1. plz koi bata sakta hai ki biology PGT KA RESULT KAB AAYEGA

    ReplyDelete
  2. Rahul gaandhi ka pakad k apni pnt khol dena uske saamne. Shayad tumee pakke kr de

    ReplyDelete
    Replies
    1. Rahul gandi ka h hi nahi

      Delete
  3. Jinki appointment hui ab tak unko to station mile nahi one month ho gyaaa .

    ReplyDelete
  4. Station lekr dhar khadega
    h........

    ReplyDelete
  5. Bio aur sanskrit ka result 21jan tak 100%. aa jayga
    vaise 16-17 ko aane ke chance h

    ReplyDelete
  6. Prt ka result kab aaega?

    ReplyDelete
  7. 56 dec. ko

    ReplyDelete
  8. Rahul gandi ne guest ko lolapop de dia
    dekho haryana newd

    ReplyDelete
  9. Kya lollipop diyaaa???????????

    ReplyDelete
  10. Prt ka result kab aaega?

    ReplyDelete
  11. prt ka kab ayega plz tell??????

    ReplyDelete
  12. How many candedate r apply for prt post?

    ReplyDelete
  13. Mein Dr. sompal pgt in sociology in gsss balrangran ph.no. 9813506628
    if u have any question than call me without any hesitation
    i am also on f.b. & on wats app

    ReplyDelete

thanks for your valuable comment

See Also

Education News Haryana topic wise detail.